mohabbat ki gazlo par yakeen na tha,
dil luta kar ke ise jaana..
kahte the dard hota hai dil tootne par,
par kitna hota hai, ye ab jaana...
Share: